nadiya na piye kabhi apna jal lyrics – mahendra kapoor

nadiya na piye kabhi apna jal lyrics – mahendra kapoor lyrics

Poster nadiya na piye kabhi apna jal lyrics – mahendra kapoor

nadiya na piye kabhi apna jal lyrics – mahendra kapoor

Details
Singer Mahendra Kapoor
Language Bollywood
Poster nadiya na piye kabhi apna jal lyrics – mahendra kapoor
play
Lyrics

Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal
Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal
Apne tan ka man ka dhan ka
Dujo ko de jo dan hai
Wo sacha insan are
In dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal

Agar sa jiska ang jale
Or dunia ko mithi suhat de
Agar sa jiska ang jale
Or dunia ko mithi suhat de
Deepak sa uska jeewan hai
Jo dujo ko apna parkash de
Dujo ko apna parkash de
Dharam hai jiska bhagwat geeta
Dharam hai jiska bhagwat geeta
Sewa hi ved puran hai
Wo sacha insan are
In dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal

Chahe koi gungan kare
Chahe kare ninda koi
Chahe koi gungan kare
Chahe kare ninda koi
Phulo se koi satkar kare
Ya kate chubho jaye koi
Ya kate chubho jaye koi
Man aur apman hi dono
Man aur apman hi dono
Jiske liye saman hai
Wo sacha insan are
In dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal
Apne tan ka man ka dhan ka
Dujo ko de jo dan hai
Wo sacha insan are
In dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal.

Music Video Of: Nadiya Na Piye Kabhi Apna Jal

Related posts:

  1. Adha Hai Chandrama Lyrics – Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
  2. Ab Ke Baras Lyrics – Mahendra Kapoor
  3. Karman Ki Gati Nyari Lyrics – Mahendra Kapoor
  4. Kisi Patthar Ki Murat Se Lyrics – Mahendra Kapoor
You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)