na kisi ki aankh ka lyrics – talat aziz

na kisi ki aankh ka lyrics – talat aziz lyrics

Poster na kisi ki aankh ka lyrics – talat aziz

na kisi ki aankh ka lyrics – talat aziz

Details
Singer Talat Aziz
Language Bollywood
Poster na kisi ki aankh ka lyrics – talat aziz
play
Lyrics

Na Kisi Ki Aankh Ka Lyrics

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon
Na Kisi Ke Dil Ka Karar Hoon
Jo Kisi Ke Kaam Na Aa Sake
Main Woh Ek Musth-E-Gubaar Hoon
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon

Mera Rang Roop Bigad Gaya
Mera Yaar Muhjse Bichad Gaya
Jo Chaman Fiza Mein Ujad Gaya
Main Usi Ki Faasle Bahar Hoon
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon
Na Kisi Ke Dil Ka Karar Hoon
Main Kahan Rahoon Main Khahan Basu
Na Yeh Mujhse Khush Na Woh Mujhse Khush
Main Zamin Ki Peet Ka Boj Hoon
Main Falak Ke Dil Ka Gubaar Hoon
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon

Pade Faatiha Koyi Aaye Kyon
Koyi Chaar Phool Chadaye Kyon
Koyi Aake Shama Jhalaye Kyon
Koyi Aake Shama Jhalaye Kyon
Main Woh Be-Kasi Ka Mazaar Hoon
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon
Na Kisi Ke Dil Ka Karar Hoon
Jo Kisi Ke Kaam Na Aa Sake
Main Woh Ek Musth-E-Gubaar Hoon
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon.


Na Kisi Ki Aankh Ka Lyrics in Hindi

ना किसी की आँख का नूर हूँ
ना किसी के दिल का क़रार हूँ
जो किसी के काम ना आ सके
मैं वो एक मुश्त-ए-गुबार हूँ
ना किसी की आँख का …

मेरा रंग रूप बिगड़ गया
मेरा यार मुझसे बिछड़ गया
जो चमन ख़िज़ां में उजड़ गया
मैं उसी की फ़स्ल-ए-बहार हूँ
ना किसी की आँख का …

मैं कहाँ रहूँ मैं कहाँ बसूँ
ना ये मुझसे ख़ुश ना वो मुझसे ख़ुश
मैं ज़मीं की पीठ का बोझ हूँ
मैं फ़लक़ के दिल का ग़ुबार हूँ
ना किसी की आँख का …

प-ए-फ़ातेहा कोई आए क्यूँ
कोई चार फूल चढ़ाए क्यूँ
कोई आके शम्मा जलाए क्यूँ
मैं वो बेक़सी का मज़ार हूँ
ना किसी की आँख का ..

Lyricist:
Sameer

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)