na jaane kya jadoo kiya

na jaane kya jadoo kiya lyrics

Poster na jaane kya jadoo kiya

na jaane kya jadoo kiya

lyrics/Album : Mitti
Details
Singer Sonu Nigam & Vicky Mehta
Genre Love
Language Hindi
Album Mitti
Poster na jaane kya jadoo kiya
play
Lyrics

na jane kya jadu kiya tune

dil deewana ho gaya

aaja ab to aaja ab to aaja ab to

aaja meri jaa

ye jo pyari si tadap hai

yahi pyar hai

anjana jo mere pyar se

mera yaar hai

na jane kya jadu kiya tune

dil deewana ho gaya

aaja ab to aaja ab to aaja ab to

aaja meri jaa


pyar ka main gau tarana

tujhe jo pukaru mai deewana

dil ki sada hai aashikana

ye jo mere dil ki sada hai

yahi pyar hai

anjana meri sada se

mera yaar hai

na jane kya jadu kiya tune

dil deewana ho gaya

aaja ab to aaja ab to aaja ab to

aaja meri jaa


tujhe sonp du zindagi main

tujhpe luta du har khushi main

teri hi karu bandagi main

ye jo mere dil mein wafa hai

yahi pyar hai

anjana meri wafa se

mera yaar hai

na jane kya jadu kiya tune

dil deewana ho gaya

aaja ab to aaja ab to aaja ab to

aaja meri jaa

ye jo pyari si tadap hai

yahi pyar hai

anjana jo mere pyar se

mera yaar hai

na jane kya jadu kiya tune

dil deewana ho gaya

aaja ab to aaja ab to aaja ab to

aaja meri jaa.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)