Singer | Shaan |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Muskurake Dekh Zara |
muskuraake dekh
zara muskuraake dekh
haay muskuraake dekh zara
muskuraaye raat ke baad hi subah
muskuraaye kaanto mein
phool manchala
mushkilein toh mehmaan hai
mushkilein toh aasaan hai
shart bas itani hai
unape tu muskaaye
muskuraake dekh
zara muskuraake dekh
muskuraake dekh zara
tuta ik taara khaali
kahaan hai aasmaan
laakhon ho armaan
hasta rahe jo dil sada
has hasake yaara
has hasake yaara hamako jara
tu rulaake ke dekh
muskuraake dekh
zara muskuraake dekh
haay muskuraake dekh zara
hasate honto pe roti
yeh aankhein khub hai
ghum hi khushi ka
sach puchho toh mehbub hai
daaman khushi ka
daaman khushi ka usame
tu hamko sajaake dekh
muskuraake dekh
zara muskuraake dekh
muskuraake dekh zara
jaage hai chanda aur
khaabon mein khoya jahaan
jalake suraj bhi roshan
kare saara jahaan
tu unake jaisa
tu unake jaisa din raat mein
jagmagaake dekh
muskuraake dekh
zara muskuraake dekh
muskuraake dekh zara
roke kismat pe tu
aisi hi na baithana
khaayi hai thokar
kyun dil ne bhi yeh sochana
dil ko laga par ho o o o
dil ko laga par duniya
ko bhi aajmaake dekh
muskuraake dekh
zara muskuraake dekh
haay muskuraake dekh zara
muskuraaye raat
ke baad hi subah
muskuraaye kaanto
mein phool manchala
mushkilein toh mehmaan hai
mushkilein toh aasaan hai
shart bas itani hai
unape tu muskaaye
muskuraake dekh
zara muskuraake dekh
muskuraake dekh
zara zara zara