mujrim na kehna mujhe (title)

mujrim na kehna mujhe (title) lyrics

Poster mujrim na kehna mujhe (title)

mujrim na kehna mujhe (title)

lyrics/Album : Mujrim
Details
Singer Mohammed Aziz
Genre Sad
Language Hindi
Album Mujrim
Poster mujrim na kehna mujhe (title)
play
Lyrics

mujrim na kahna mujhe logo

mujrim to sara zamana hai

mujrim na kahna mujhe logo

mujrim to sara zamana hai

pakda gaya wo chor hai

jo bach gaya wo sayana hai

mujrim na kahna mujhe logo

mujrim to sara zamana hai

pakda gaya wo chor hai

jo bach gaya wo sayana hai

mujrim na kahna mujhe logo

mujrim to sara zamana hai


jis umar mein chhiye maa ka aachal

mujhko salakhe mili

dhandhe ke hatho me pustak ke badle

hathkadiya dali kayi

bachpan hi jab thane me bita

jawani ka phir kya thikana hai

mujrim na kahna mujhe logo

mujrim to sara zamana hai


main tha pasina bahane ko razi

roti na phir bhi mili

maine sarafat se jina chaha

thoakr pe thokar lagi

mai tha pasina bahane ko razi

roti na phir bhi mili

maine sarafat se jina chaha

thoakr pe thokar lagi

kaise bhi ho pet ki aag hai ye

pet ki aag ko bujhana hai

mujrim na kahna mujhe logo

mujrim to sara zamana hai


papo ki basti mein kaise rahega

banke koi devta

jeevan ke sangram mein sab munasif

kya hai bhala kya hai bura

insan lekin kabhi ye na bhule

bhagwan ke ghar bhi jana hai

mujrim na kahna mujhe logo

mujrim to sara zamana hai

pakda gaya wo chor hai

jo bach gaya wo sayana hai

mujrim na kahna mujhe logo

mujrim to sara zamana hai.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)