Singer | Madhushree |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Tehzeeb |
mujhpe toofaan uthaaye logon ne
mujhpe toofaan uthaaye logon ne
muft baithhe bithhaaye logon ne
muft baithhe bithhaaye logon ne
kar diya apne aane jaane ke
kar diya apne aane jaane ke
tazkiren jaayein jaayein logon ne
mujhpe toofaan uthhaaye logon ne
muft baithhe bithhaaye logon ne
vasl ki baatein kab ban aayi thi
dil se dab kar banaaye logon ne
baat apni bahaaraan jamne de
apne naqshe jamaaye logon ne
mujhpe toofaan uthhaaye logon ne
muft baithhe bithhaaye logon ne
muft baithhe bithhaaye logon ne
sunke udti si apni chaahat ki
sunke udti si apni chaahat ki
donon ke hosh udaaye logon ne
bin kahe raaz aaye pinhaane
bin kahe raaz aaye pinhaane
usse kyun kar sunaaye logon ne
mujhpe toofaan uthaaye logon ne
kya tamaasha hai jo na dekhe the
kya tamaasha hai jo na dekhe the
woh tamaashe dikhaaye logon ne
kar diya ‘momin’ us sanam ko khuda
kya kiya haay haay logon ne
kya kiya haay haay logon ne
mujhpe toofaan uthaaye logon ne
muft baithhe bithhaaye logon ne
mujhpe toofaan uthhaaye logon ne
mujhpe toofaan uthhaaye logon ne
mujhpe toofaan uthhaaye logon ne
mujhpe toofaan uthhaaye logon ne.