Singer | Jubin Nautiyal |
Language | Hindi |
uncha hai bhawan uncha mandir
unchi hai shaan maiya teri
charno mein jhuke baadal bhi tere
parvat pe lage shaiya teri
hey kaalratri hey kalyani
tera jod dhara par koyi nahi
meri maa ke barabar koyi nahi
meri maa ke barabar koi nahi
teri mamta se jo gehra ho
aisa toh saagar koyi nahi
meri maa ke barabar koyi nahi
meri maa ke barabar koi nahi
jaise dhara aur nadiyan
jaise phool aur bagiya
mere itne zyada paas hai tu
jab na hoga tera aanchal
naina mere honge jal-thal
jayenge kahan phir mere aansu
dukh door hua mera saara
andhiyaron mein chamka taara
naam tera jab bhi pukaara
sooraj bhi yahan hai chanda bhi
tere jaisa ujagar koyi nahi
meri maa ke barabar koyi nahi
meri maa ke barabar koi nahi
hey kaalratri hey kalyani
tera jod dhara par koyi nahi
meri maa ke barabar koyi nahi
meri maa ke barabar koi nahi
tere mandiron mein maayi
maine jot kya jalayi
ho gaya mere ghar mein ujala
kya bataun teri maya
jab kabhi main ladkhadaya
tune 10 bhujaon se sambhala
khill jaati hai sukhi dali
bhar jaati hai jholi khali
teri hi mehar hai mehrawali
mamta se teri badhke maiya
meri to dharohar koyi nahi
meri maa ke barabar koyi nahi
meri maa ke barabar koi nahi
hey kaalratri hey kalyani
tera jod dhara par koyi nahi
meri maa ke barabar koyi nahi
meri maa ke barabar koi nahi
teri mamta se jo gehra ho
aisa toh sagar koyi nahi
meri maa ke barabar koyi nahi
meri maa ke barabar koi nahi
meri maa ke barabar koyi nahi
meri maa ke barabar koyi nahi
maa meri maa…
meri maa ke barabar koi nahi