Singer | Naezy |
Language | Hindi |
Album | Maghreb |
ye gaana mere bhantailog k liye
mere bhantai log jo mehnat karre udhar
fukatgiri nahi karre unke liye
mere bhantai jo zinda hai
jo bekasur hai
mere bhantailog jo chal diye
unlog k liye hai ye gana
mere bhantai bhantai bhantai
piche piche aare saare mere bhantai
mere bhantai bhantai bhantai
luchcha lafanga nahi
banda ye dhang ka hai
mere bhantai bhantai bhantai
maa teri maa meri bhen mera bhantai
mere bhantai bhantai bhantai
haath jo laga deve toh
raam puri chal jaaye
tere liye bhantai
ek word hai bhot cool hai
haqiqat kuchh aur hai
asal bhantai ko bhoole
na dhang ka hai ration
na dhang ka koi school hai
das ghante jab ghaste tab
jalte hai choole
kapde hai saste yahan
haajat ko loo nahi hai
maange ko munh nahi hai
pehle hi udhaari hal
maslo ke kyu nahi hai
chohraai pe chae pae
kahi pe sukoon nahi hai
tarakki shuru nahi hai
karega bhi kya ab
nagarsevak tu nahi hai
garmi mein tapti chat ye
tapakti baarish me
ban jaate mohalle me pool
thandi me garma garmi
naake pe hool
tera bhantai hai cool
sidha takhte pe stool
harkatien awli yeh
kaandi me chool
chaali k jeevan me
dhandli har area me
bhantai takleef me reh
jhula tu jhool
mere bhantai bhantai bhantai
piche piche aare saare mere bhantai
mere bhantai bhantai bhantai
luchcha lafanga nahi
banda ye dhang ka hai
mere bhantai bhantai bhantai
maa teri maa meri behan mera bhantai
mere bhantai bhantai bhantai
haath jo laga deve toh
raam puri chal jaaye
aiba jo asli
bechega sab kuch
imaan nahi
ladko ko rasto ka gyaan nahi
maal aaj kal nahi
haatho ka mail paisa
baaton ka khel nahi
iraade mere fail nahi
maasum ko hatkadi
mujrim ko jail nahi
kam jagah chalti meri
sach me patel nahi
rakh k dhakelte
ille bille khatri zille
dost mere saare kill hai
tere dost bacchan pelle
nochle be dhakkan dhille
makhkhan toast rohgan gosht
maushi maajhi macchi khaas
aiba log ki bus ticket me
tera nikla bacchi pass
shooter saare fakht wicket pe
koyi fukat nahi sacchi baat
mann ke maalik serive hard
din bhar thakte
aunty mere middle class
ladte dat ke
zindagi ki har ek class
padte jam ke
western ladke
dekhte aaj
internet pe influence hai
international intellectual
hum banate ab
rivaaj sabse khatri
mere bhantai bhantai bhantai
piche piche aare saare mere bhantai
mere bhantai bhantai bhantai
luchcha lafanga nahi
banda ye dhang ka hai
mere bhantai bhantai bhantai
maa teri maa meri bhen mera bhantai
mere bhantai bhantai bhantai
haath jo laga deve toh
raam puri chal jaaye
bhantai log ko sympathy nahi chahiye kya
pyaar chahiye humlog ko
sidhi si baat hai
pyaar do aur pyaar lo
aur pyaar baat te firo
kya bol reli hai bhantai log