mehndi lagake

mehndi lagake lyrics

Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Kunwara
Poster mehndi lagake
play
Lyrics

hey mehndi rachaa ke bindiya lagake

mehndi rachaa ke bindiya lagake

choodi pahenke kangana bajaa ke

tum chali aana ji rani chali aana ji

tum chali aana ji rani chali aana ji


haan sehara saja ke nazrein bachaa ke

haan sehara saja ke nazrein bachaa ke

ghodi pe chadke chup ke chupa ke

tum chale aana ji raja chale aana ji

tum chale aana ji raja chale aana ji


din raat bechainiyo mein guzare

kabh tak rahenge bhala hum kunware

kaise bataoon tumhe apni mushkil

abh aise milne se bharta nahin dil


ghoongta gira ke haye zara sharma ke

ghoongta gira ke zara sharma ke

choodi pahenke kangana bajaa ke haan

tum chali aana ji rani chali aana ji

tum chali aana ji rani chali aana ji


sehara saja ke nazrein bachaa ke

ghodi pe chadke chup ke chupa ke haan

tum chale aana ji raja chale aana ji

main tere sapnon ki dulhan banoongi

abh ek pal na judaai sahoongi

hum dono raazi hain phir kaisi deri

jaldi se aa jao baahon mein meri


doli mangaa ke band bajaa ke

haan doli mangaa ke band bajaa ke

ghodi pe chadke chup ke chupa ke

tum chale aana ji raja chale aana ji

tum chale aana ji raja chale aana ji

mehndi rachaa ke bindiya lagake

choodi pahenke kangana bajaa ke

tum chali aana ji rani chali aana ji


tum chale aana ji raja chale aana ji

tum chali aana ji rani chali aana ji

tum chale aana ji raja chale aana ji

tum chali aana ji rani chali aana ji

tum chali aana ji rani chali aana ji.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)