Singer | K.k & Alka Yagnik |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Love Story 2050 |
bass ek baar , bas ek baar aur mil jaaye mujhe,
h- just once, fir kabhi usse apne se dur nahi jaane dunga..
meelon ka jaise tha faasla, sadiyon ka jaise tha raasta..
anjaan tha dil ke hona hai kya , fir bhi mujhe, lagta hai yeh
humko to milna hi tha..
meelon ka jaise tha faasla, sadiyon ka jaise tha raasta..
anjaan tha dil ke hona hai kya, fir bhi mujhe, lagta hai yeh
humko to milna hi tha..
meelon ka jaise the faasla…
mujhe mera, junoon aakhir, kahan se hai, kahan laaya..
jisse khwaboin mein tha dekha, usse rahoein mein hai paaya..
itna naa chaho, yu naa saraho, kal mil naa paaye, to jaane kya ho..
kabhi naa kehna aaaaa…..aisa tum, ab tum naa.. hona gum
meelon ka jaise tha faasla, sadiyon ka jaise tha raasta..
anjaan tha dil ke hona hai kya, fir bhi mujhe, lagta hai yeh
humko to milna hi tha..
meelon ka jaise tha faasla…
jo tum dekho, to dil pighle, jo dil pighle, nazrein jhuke..
jhuki nazrein, to tan machle, jo tan machle, saasein ruke..
pura deewana, main ho gaya hu.. paaya tumhe to, main kho gaya hu..
kabhi naa kehna aaaaa, aisa tum, ab tum naa.. hona gum
meelon ka jaise tha faasla, sadiyon ka jaise tha raasta..
anjaan tha dil ke hona hai kya, fir bhi mujhe, lagta hai yeh
humko to milna hi tha..