mat aazma re

mat aazma re lyrics

Details
Singer K.k
Genre Love
Language Hindi
Album Murder 3
Poster mat aazma re
play
Lyrics

mat aazma re..

phir se bula re..

apna bana le

hoon bekraar

tujhko hi chaha

dil hai yeh karta

haan betahasha

tujhse hi pyaar..


hasratein baar baar baar baar yaar ki karo

khwahishein baar baar baar baar yaar ki karo

chahatein baar baar baar baar yaar ki karo

mannatein baar baar baar baar yaar ki karo



hum zaar zaar rote hain

khud se khafa bhi hote hain

hum yeh pehle

kyun na samjhe tum fakht mere

dil ka karaar khote hain

kahan chain se bhi sote hain

humne dil mein

kyun bichaye shaq yeh gehare


hasratein baar baar baar baar yaar ki karo

khwahishein baar baar baar baar yaar ki karo

chaahatein baar baar baar baar yaar ki karo

mannatein baar baar baar baar yaar ki karo

oo..


tere hi khwab dekhna

teri hi raah taakhna

teri hi vaaste hi hai meri har wafa..

teri hi baat sochna

teri hi yaad odhna

teri hi vaaste hai meri har dua..


tera hi saath maangna

teri hi baah thamna

mujhe jana nahi kahin tere bina

tu mujhse phir na roothna

kabhi kahin na chootna

mera koi nahi yahan tere siva


hasratein baar baar baar baar yaar ki karo

khwahishein baar baar baar baar yaar ki karo

chahatein baar baar baar baar yaar ki karo

mannatein baar baar baar baar yaar ki karo

oo..

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)