Singer | Shankar Mahadevan |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Satta |
masti masti masti masti
masti hi masti mann jo paa gaya
to mann kyoon na naache
masti mein hum jo gaaye
tum bhi gaao
jhoome har pal jo aise mann mera
to tan kyoon na naache
hum naache dhoom machaaye
tum bhi gaao
masti hi masti lagta hai
ke jaise hai barasti
masti hi masti mann jo paa gaya
to mann kyoon na naache
masti mein hum jo gaaye
tum bhi gaao
jhoome har pal jo aise mann mera
to tan kyoon na naache
hum naache dhoom machaaye
tum bhi gaao, ho
ab hota hai jo hone do
khoye hosh to khone do
par tum na khona aisi ghadiyaan
jaagi hui hai saari khushiyaan
saare ghamon ko sone do sone do
hey, masti hi masti dekho hai
saari aankhon mein basti
masti hi masti mann jo paa gaya
to mann kyoon na naache
hey, masti hi masti mann jo paa gaya
to mann kyoon na naache
masti mein hum jo gaaye
tum bhi gaao
jhoome har pal jo aise mann mera
to tan kyoon na naache
hum naache dhoom machaaye
tum bhi gaao
josh mein hum jo aa gaye
lagta hai hum to chhaa gaye
ho koi na samjhe, koi na jaane
tum bhi deewaane hai
hum bhi deewaane
un manzilon ko paa gaye
o, masti hi masti milti hai
jin manzilon mein sasti
masti hi masti mann jo paa gaya
to mann kyoon na naache
masti mein hum jo gaaye
tum bhi gaao
jhoome har pal jo aise mann mera
to tan kyoon na naache
hum naache dhoom machaaye
tum bhi gaao
masti hi, masti hi
masti hi masti lagta hai
ke jaise hai barasti
masti hi masti mann jo paa gaya
to mann kyoon na naache
masti mein hum jo gaaye
tum bhi gaao
tum bhi gaao tum bhi gaao
tum bhi gaao tum bhi gaao
tum bhi gaao tum bhi gaao
tum bhi gaao tum bhi gaao.