Language | Bollywood |
main koi aisa geet gaoon
ke aarzoo jagaoon
agar tum kaho
main koi aisa geet gaoon…
ke aarzoo jagaoon
agar tum kaho
tum ko bulaoon
yeh palkein bichaoon
kadam tum jahan jahan rakho…
zameen ko aasman banoo
sitaroon se sajaoon
agar tum kaho…
main koi aisa geet gaoon
ke aarzoo jagaoon
agar tum kaho…
main titliyoon ke peeche bhagoon
main jugnuoon ke peeche jaoon
ye rang hai, woh roshni hai
tumhare paas dono laoon
jitni khushbooain…
baag mein milein
haan, jitni khushbooain
baag mein milein
main laoon wahan pe
ke tum ho jahan…
jahan pe ek pal bhi thairoon
main gulsita banaoon
aga tum kaho
main koi aisa geet gaoon
ke aarzoo jagaoon
agar tum kaho…
agar kaho to main sunaoon
tumhe haseen kahaniyaan
sunoogi kya meri zubani
tum ek paari ki dastaan
ya main karoon…
tumse baiyaan
ya main karoon
tumse baiyaan
ke raja se rani
mili thi kahan
kahaniyoon ke nagar mein…
tumhe le ke jaoon
agar tum kaho
tum ko bulaoon
yeh palkein bichaoon
kadam tum jahan jahan rakho…
zameen ko aasman banoo
sitaroon se sajaoon
agar tum kaho
main koi aisa geet gaoon
ke aarzoo jagaoon…
agar tum kaho
haan, agar tum kaho
la la la la la
um hmm hmm hmm hmm…