main hoon na title song

main hoon na title song lyrics

Poster main hoon na title song

main hoon na title song

lyrics/Album : Main Hoon Na
Details
Singer Shreya Ghoshal & Sonu Nigam
Genre Love
Language Hindi
Album Main Hoon Na
Poster main hoon na title song
play
Lyrics

kiska hai ye tumko

intezaar main hoon na

dekh lo idhar toh ek

baar main hoon na

kiska hai ye tumko

intezaar main hoon na

dekh lo idhar toh ek

baar main hoon na

khaamosh kyun ho jo

bhi kehna hai kaho

dil chaahe jitna pyaar

utna maang lo ho

tumko milega utna

pyaar main hoon na

kiska hai ye tumko

intezaar main hoon na

dekh lo idhar toh ek

baar main hoon na


kabhi jo tum socho

ke tum ye dekho

arre kitna mujhko

tumse pyaar hai

toh chup mat rehena

ye mujhse kehena

arre koyi kya

aisa bhi yaar hai

dil hi nahin de jaan

bhi de jo tumhein

dil hi nahin de jaan

bhi de jo tumhein ho

toh main kahoonga

sarkaar main hoon na


kiska hai ye tumko

intezaar main hoon na

dekh lo idhar toh ek

baar main hoon na

khaamosh kyun ho

jo bhi kehna hai kaho

dil chaahe jitna pyaar

utna maang lo ho

tumko milega utna

pyaar main hoon na

kiska hai ye tumko

intezaar main hoon na

dekh lo idhar toh ek

baar main hoon na


ho.. ye.. ho.. ye..


sa re ga pa ga re ga

sa re ga pa ga re ga

sa re ga pa ga re ga sa


pa ra ra ram

pa ra ra ram

pa ra ra ram

pa ra ra ram


sa re ga pa ga re ga

sa re ga pa ga re ga

sa re ga pa ga re ga sa

pa ra ra ram

pa ra ra ram

pa ra ra ram

pa ra ra ram


kehne ki ho dil mein

koyi baat mujhse kaho

koyi pal ho din ho ya

ho raat mujhse kaho

koyi mushkil koyi

pareshaani aaye

tumhein lage kuchh thhik

nahin haalaat mujhse kaho

koyi ho tamanna ya

ho koyi aarzoo

koyi ho tamanna ya

ho koyi aarzoo ho..

rehena kabhi na

beqaraar main hoon na

kiska hai ye tumko

intezaar main hoon na

dekh lo idhar toh

ek baar main hoon na

khaamosh kyun ho

jo bhi kehna hai kaho

dil chaahe jitna pyaar

utna maang lo ho

tumko milega utna

pyaar main hoon na

kiska hai ye tumko

intezaar main hoon na

dekh lo idhar toh ek

baar main hoon na.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)