Singer | Sonu Nigam & Sunidhi Chauhan |
Language | Hindi |
Album | Sanju |
praan priye!
tum kishan ho main radha
tu sui ho main hoon dhaaga
phir sangam kyun ho aadha
aadha… aadha…
pa pa ra pa…
main badhiya tu bhi badhiya
shaadi kar le saanwariya
phootengi phir phuljhadiyan
badhiya badhiyaaan…
pa pa ra pa…
main badhiya tu bhi badhiya
par main azaad hoon chidiya
rakh tu apni phuljhadiyan
badhiya badhiyaa…
chatt mangni, kar patt mangni
mujhe patni banale jhatt patt apni
sun pagli main hoon chhora jungli
arey kaahe ko banana chaahe meri chattni
oho. oho.
main badhiya tu bhi badhiya
shaadi kar le saanwariya
phootengi phir phuljhadiyan
badhiya badhiyaaan…
nahi priye,
main badhiya tu bhi badhiya
par main azaad hoon chidiya
rakh tu apni phuljhadiyan
badhiya badhiyaa…
pa pa ra pa…
sun sajna kal aaya sapna
maine sapne mein dekha mandap apna
sab taare thhe baraati
sang naach rahe suraj chanda
jaag jaa re pagli tu
sapna nahi hai yeh hai durghatna
durghatna…
suraj se mandap jal jayega
mujhe nahi pakna, nahi pakna
oho. oho.
main badhiya tu bhi badhiya
hum kyun phoonke yeh duniya
rakh tu apni phuljhadiyan
badhiya badhiya…
teri bagiya main aake
phool khila dungi main…
kar shaadi
arey bhool ja tu phool wool
bagiya mein karni hai
kehti baadi
aath dus bacche honge
tutlayenge mummy daddy
mummy daddy…
abhi kya kam hai
jo hum bhi badhaye
duniya ki abaadi
arey hum do humaare do
apna lenge hum ye naara
ye naara…
paalung main kaise do bhi kaise
naukri nahi hai main hoon awaara
awaara…
oye oye oye…
main bhi badhiya tu bhi badhiya
par pahle dhoondon naukariya
phodenge phir phuljhaldiya
badhiya badhiya…
badhiya re badhiya
badhiya…
badhiya re badhiya
badhiya…
main badhiya tu bhi badhiya
dono azaad hain chidiya
pahle dhoondon naukariya badhiya badhiya
main badhiya tu bhi badhiya
dhoondunga main naukariya
phonkenge ye phuljhadiya badhiya badhiya
samjhe, aan?
badhiya!