mai hu tu hai

mai hu tu hai lyrics

Details
Singer No
Genre Romantic
Language Hindi
Album Insaaf
Poster mai hu tu hai
play
Lyrics

main hoon tu hain

aur raat hain

main hoon tu hain

aur raat hain

kya baat hain

betabiya becheniya

har baat hain

meri jaan aaj to

husn bhi ishq ke

saath hain

main hoon tu hain

aur raat hain


is taraf aankhe hain meri

us taraf wo jaam hain

is taraf aankhe hain meri

us taraf wo jaam hain

pyaas logo ki bujana

phir bhi mera kaam hain

aankho ka nasha

kehta hai sada

pyalo ka nasha

hota hain bura

mehkasha ab nazar se

piya teri shamat hain

main hoon tu hain

aur raat hain

kya baat hain

betabiya becheniya

har baat hain

meri jaan aaj to

husn bhi ishq ke

saath hain

main hoon tu hain

aur raat hain


is taraf aawaj meri

us taraf woh saaj hain

is taraf aawaj meri

us taraf woh saaj hain

pyalo se dil mein utarna

ye bhi ek andaaz hain

dono ki ada juda hain juda

dono ki sada juda hain juda

main hoon rim jim tarnag

pyar ki wo to barsat hain

main hoon tu hain

aur raat hain

kya baat hain

betabiya becheniya

har baat hain

meri jaan aaj to

husn bhi ishq ke

saath hain

main hoon tu hain

aur raat hain.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)