Language | Hindi |
मैं भूल जाऊँ तुम्हें अब यही मुनासिब है,
मगर भुलाना भी चाहूँ तो किस तरह भूलूँ
कि तुम तो फ़िर भी हकीकत हो कोई ख्वाब नहीं
यहाँ तो दिल का ये आलम है क्या कहूँ,
कमबख़्त
भुला सका ना ये वो सिलसिला, जो था भी नहीं
वो इक ख्याल जो आवाज़ तक गया ही नहीं
वो एक बात जो मैं कह नहीं सका तुमसे
वो एक रब्त जो हममें कभी रहा ही नहीं
मुझे है याद वो सब जो कभी हुआ ही नहीं
अगर ये हाल है दिल का तो कोई समझाए
तुम्हें भुलाना भी चाहूँ किस तरह भूलूँ
कि तुम तो फ़िर भी हकीकत हो कोई ख्वाब नहीं…
Main Bhool Jaaoon Tumhe
Main Bhool Jaaoon Tumhe,
Ab Yahi Munaasib Hai
Main Bhool Jaaoon Tumhe,
Ab Yahi Munaasib Hai
Magar Bhoolna Bhi Chaahoon
To Kis Tarah Bhooloon
Magar Bhoolna Bhi Chaahoon
To Kis Tarah Bhooloon
Ke Tum To Fir Bhi Haqikat Ho
Koi Khwaab Nahin
Yahan To Dil Ka Ye Aalam Hai
Kyaa Kahoon Kambakht
Bhula Saka Na Ye
Wo Silsila Jo Thaa Hi Nahin
Bhula Saka Na Ye
Wo Silsila Jo Thaa Hi Nahin
Wo Ik Khyaal Jo Awaaz
Tak Gaya Hi Nahin
Wo Ek Baat Jo Main
Keh Nahin Saka Tumse
Wo Ek Waqt Jo Hum Mein
Kabhi Raha Hi Nahin
Mujhe Hai Yaad Wo Sab Jo
Kabhi Huwa Hi Nahin
Agar Ye Haal Hai Dil Ka
To Koi Samjhaaye
Agar Ye Haal Hai Dil Ka
To Koi Samjhaaye
Tumhe Bhulaana Bhi
Chaahoon To Kis Tarah Bhooloon
Ke Tum To Phir Bhi Hakikat
Ho Koi Khwaab Nahin.