Singer | Tochi Raina, Anuj Garg |
Language | Bollywood |
Album | Gulabo Sitabo |
banke madari ka bandar
dug-dugi pe naache shikandar
banke madari ka bandar
dug-dugi pe naache shikandar
khan-khan khanke ginti ke sikke
saanson ki taksaal mein
moh maaya ne uljhaya is farebi jaal mein
khare pani mein dhoondhon meetha samandar
arey banke madari ka bandar
dug-dugi pe naache shikandar
banke madari ka bandar
dug-dugi pe naache shikandar
keemat lagegi thaath baath ki
ek baar chadhni hai haandi ye kaath ki
kaisa kartab hai jane kya kab hai
ungli pe jhoole nathni ghaat ghaat ki
chadha hai jo suroor yeh
marghat ke jamghat mein
pal mein utar jayega
milta hai jab woh kalandar
dug-dugi pe naache shikandar
banke madari ka bandar
dug-dugi pe naache shikandar
saheb ko zindagi ne jhatka diya
langoti se baandha aur latka diya
saheb ko zindagi ne jhatka diya
langoti se baandha aur latka diya
machega aisa hullad
bachega thok na futkar
lootegi vairi bann ke
khada na ho tu tann ke
arey hans le pagle thoda sa
kya rakha rone mein
lattu ghumein jantar mantar
jaadu tone mein
do gaz zameen puchhe kitne sawaal hain
do gaz zameen puche kitne sawaal hain
banke madari ka bandar
dug-dugi pe naache shikandar
banke madari ka bandar
dug-dugi pe naache shikandar
khan khan khanke ginti ke sikke
saanson ki taksaal mein
khan-khan khanke ginti ke sikke
saanson ki taksaal mein
moh maaya ne uljhaya is farebi jaal mein
khare pani mein dhoondhon meetha samandar
arey banke madari ka bandar
dug-dugi pe naache shikandar
banke madari ka bandar
dug-dugi pe naache shikandar