maal hai to taal hai

maal hai to taal hai lyrics

Poster maal hai to taal hai

maal hai to taal hai

lyrics/Album : Maalamaal
Details
Singer Kishore Kumar, Amit Kumar & Sudesh Bhonsle
Language Hindi
Album Maalamaal
Poster maal hai to taal hai
play
Lyrics

maal hain to taal hain

warna tu kangaal hain

maal hain to taal hain

warna tu kangaal hain

dekhate hi dekhate

kamaal ho gaya

kal ka kangaal

malamaal ho gaya

malamaal malamaal

malamaal malamaal


hey maal hai to taal hain

warna tu kangaal hain

maal hain to taal hain

warna tu kangaal hain

dekhate hi dekhate

kamaal ho gaya

kal ka kangaal malamaal ho gaya

malamaal malamaal

malamaal malamaal


chalo main shatru bol raha hoon

mujhe raaja se baat karni hain

haan shatru kaun

hello jaani hum raaj

kumaar bol rahe hain

humein raaja se baat karni hain

are hum khud raaj

kumaar hain tu kaun

hota nahi jo maal udhar

sona padata sadko pars

paanch sitaara bot le

khulati kahan se botale

chaai hain coffe hain lemon hain

cola hain wishky hain soda hain

patka hai wotaka hain


ye khulta kahan se suit hain

milate kahan se boot ye

hoti kahan sang raaniya

pakti kahan biriyaaniya

khaake humbas thokare

milati kahan motare

khaake humbas thokare

milati kahan motare

sab maal ka kamaal hain

maal hain to taal hain

warna tu kangaal hain

hey maal hain to taal hain

warna tu kangaal hain

dekhate hi dekhate

kamaal ho gaya

kal ka kangaal

malamaal ho gaya

malamaal malamaal

malamaal malamaal


dekh raja matlab ki baat sun

maal hain to taal hain

warna to duniya ka chabuk hain

aur tumhari khaal hain

deshmukh ko wot do

deshmukh ko wot do

hamara neta suleimaan data

hamara neta suleimaan data

note lo par wot na do

note lo par wot na do


ho unchi unchi khurshiyan

voto ki sar garmiyaan

lambi lambi deegriyan

maani huyi ye hastiyan

motorwali tayarwali

chandubhai mandubhai

motiben patliben

champaben hampa ben

chaahein na gunwaan ho

chaahein na vidhwaan ho

jeetega maidaan woh

insaan jo dhanwaan ho

sab maal ka kamaal hain

maal hai to taal hain

warna tu kangaal hain

hey maal hain to taal hain

warna tu kangaal hain

dekhate hi dekhate

kamaal ho gaya

kal ka kangaal

malamaal ho gaya

malamaal malamaal

malamaal malamaal.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)