Singer | Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Amba |
ma ka maan mamta ka mandir,
maan ke andar tut gaya
ma ka maan mamta ka mandir,
maan ke andar tut gaya
roye yashoda maiya,
kanhiya ruth gaya
roye yashoda maiya
kanhiya ruth gaya
ma ka maan mamta ka mandir,
maan ke andar tut gaya
roye yashoda maiya,
kanhiya ruth gaya
roye yashoda maiya,
kanhiya ruth gaya
kuch bhi huya nikle na aansoo,
kuch bhi huya nikle na aansoo
aaj raha na dil par kabu,
pichhe mudkar dekh zara tu
pichhe mudkar dekh zara tu,
dukh se tere, hath se mere
sabar ka daman chhut gaya
roye yashoda maiya,
kanhiya ruth gaya
roye yashoda maiya,
kanhiya ruth gaya
shak ho to shak door tu kar le,
shak ho to shak door tu kar le
mujhko kahi se hath se tak le,
pyar bahega khun ke badle
pyar bahega khun ke badle,
ye ek sach hain, ye hi sach hain
ye sach kase chhut gaya,
ye sach kase chhut gaya
bas ma bas kuch aur na kahana,
bas ma bas kuch aur na kahana
mushkil hoga ye dukh sahana,
bhig gaye mere bhi naina
bhig gaye mere bhi naina,
maf mujhe kar de tu hansh kar
maf mujhe kar de tu hansh kar
main asvan mein dub gaya,
main asvan mein dub gaya.