Singer | King |
Language | Hindi |
tere chehre ko meri aankho mein
aaj rehne de kuch kehne de
tu bhi aankho se kabhi
baatein karti nahi
ho tu bhi aankho se kabhi
baatein karti nahi
ho kabhi meri dhun tu laga ke nachle
ho kabhi mujhe apna bana ke rakhle
ho kabhi meri dhun tu laga ke nachle
toh kabhi mujhe apna bana ke rakhle
waqt mile mujhe kabhi sunn jaana
jazbaat hain ye nazam bahana
sach baat hai ye main tera deewana
aur darta nahi
main duniya walo se thoda alag meri jaan
na tere liye sochta galat meri jaan
tere sang dekha maine ek sapna
vas tere mera sath rahe dil dukhe na
mujhe kuch nhi laina hai is duniya se
tu aake duniya bana meri
jo kahe kadmo pe rakh dunga tere
tu aake vas bann ja meri
par tu aankho se kabhi
baatein karti nahi
oh tu bhi aankho se kabhi
baatein karti nahi
ho kabhi meri dhun tu laga ke nachle
ho kabhi mujhe apna bana ke rakhle
ho kabhi meri dhun tu laga ke nachle
toh kabhi mujhe apna bana ke rakhle
log kehte tere bina changey hal mere
tora poora lit mauj saalo sal le rahe
tanha raton mein likhte fasaane
par tum sunte nahi
kyu aisa karti ho mere sath meri jaan
ye tere liye rakha dil saaf meri jaan
jo tere sang dekha maine ek sapna
aisa pyar rahe dooriyan bhi chubhe na
mujhe kuch nhi laina hai is duniya se
tu aake duniya bana meri
jo kahe kadmo pe rakhdu main tere
tu aake bas banja meri
par tu aankho se kabhi
baatein karti nahi
oh tu bhi aankho se kabhi
baatein karti nahi
ho kabhi meri dhun tu laga ke nachle
ho kabhi mujhe apna bana ke rakhle
ho kabhi meri dhun tu laga ke nachle
toh kabhi mujhe apna bana ke rakhle
tere chehre ko meri aankho mein
aaj rehne de kuch kehne de