Singer | Abhijeet Bhattacharya, Sukhwinder Singh & Sudesh Bhonsle |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Hum To Mohabbat Karega |
eh liya leh liya
sone jaisa dil heere jaisa dil
heere jaisa dil sone jaisa dil
kaudi ke mol leh liya leh liya
tajmahal sa badan tera
kyun bheege jamuna jal mein
aaja dhobaniyaan baahon
mein tujhe shola kar du pal mein
o sone chaandi ke lachake
ka pehane tu ye garaara
seene par hai joona dupatta
haay yu pee ne maara
he le liya mera dil yu pee ne le liya
le liya tera dil yu pee ne le liya
leh liya
sone jaisa dil heere jaisa dil
heere jaisa dil sone jaisa dil
kaudi ke mol leh liya leh liya
dariya ganj ki chokari
tera roop umadta dariya
phir kyun na soojhe hari
hari main hariyaane ka hariya
ho o mutiyaar panjaab
di kurta jaalidaar basanti
nashe ki botal chadhi
jawaani dole jhukti tanti
le liya mera dil o panjaab ne le liya
le liya tera dil panjaab ne le liya
leh liya
sone jaisa dil heere jaisa dil
heere jaisa dil sone jaisa dil
kaudi ke mol leh liya leh liya
aai mungerilaal tanik ihaan to aao
aur hamaar khopadiya
ka kahat hai zara suno
ka jamai ke bhaiya
ghumaiyo duniya ko hoy
tanai ke bhaiya
ghumaiyo duniya ko hoy
ye duniya khaane nahi degi
ye duniya peene nahi degi
ye duniya jeene nahi degi
to
leh liya
sone jaisa dil heere jaisa dil
heere jaisa dil sone jaisa dil
kaudi ke mol leh liya leh liya
gori kalaai par kaali lat
jhool rahi hai aaise
sandal ki daali par
kaala saanp ho lipta jaise
ho naram garam chatpati
anokhi baatein hain matavaali
ye jaalim to lage hai
koi idli saambhar vaali
aeeyo le liya mera
dil ya madras ne le liya
are le liya tera dil
chainnai ne le liya leh liya
sone jaisa dil heere jaisa dil
heere jaisa dil sone jaisa dil
kaudi ke mol leh liya leh liya
i porila kaay saangto
bole marathi bhasha
uski laavni sun le pyaare
phir tu dekh tamaasha
ho dekho chikni surat
wali surat se hai aati
garbe vaali chaal
bataave deekri hai gujaraati
haan le liya mera
dil gujaraat ne le liya
le liya tera dil gujaraat
ne le liya leh liya
sone jaisa dil heere jaisa dil
heere jaisa dil sone jaisa dil
kaudi ke mol leh liya leh liya
angiya mein kasata badan
to dekho jaise athanni chhanke
patna ke baabu nazar se
maaro kahe bihaaran tanke
o door door tak vaar kare
ye lambe baal ka jaadu
poorab se pashchim tak
chalta hai bangaal ka jaadu
he le liya mera dil bangaal ne le liya
i holo re le liya tera
dil bangaal ne le liya
leh liya
sone jaisa dil heere jaisa dil
heere jaisa dil sone jaisa dil
kaudi ke mol leh liya leh liya
roop ho german japani
ya cheeni turkistaani
bado bado ko mahanga
pad jaaye lahanga hindustaani
o gori ki bindiya pe jhuk
jaaye aasmaan ka taara
saari duniya se pyara
hai hindustaan hamaara
haan le liya mera
dil hindustaan ne le liya
le liya sabaka dil
hindustaan ne le liya
ai mungereelaal
jamai ke de hi diya
kasai ke de hi
diya ha ha leh liya.