lahoo banke aansoon

lahoo banke aansoon lyrics

Poster lahoo banke aansoon

lahoo banke aansoon

lyrics/Album : Mujhse Shaadi Karogi
Details
Singer Sonu Nigam, Shabab Sabri & Alka Yagnik
Genre Sad
Language Hindi
Album Mujhse Shaadi Karogi
Poster lahoo banke aansoon
play
Lyrics

rabba mere rabba

rabba mere rabba

yeh kya ho gaya hai

mera yaar mujhse

judaa ho gaya hai

judaa ho gaya hai


ho dil apna dena

khata ho gaya hai

tujhe pyaar karna

saza ho gaya hai

saza ho gaya hai

ho tujhe is tarah se

yaad karne lage hai

tujhe is tarah se

yaad karne lage hai

lahoo banke aansoo

barasne lage hai

lahoo banke aansoo

barasne lage hai


mohabbat se hum bhi

ab to darrne lage hai

mohabbat se hum bhi

ab to darrne lage hai

lahoo banke aansoo

barasne lage hai

lahoo banke aansoo

barasne lage hai


yeh judaai beqaraari haai

yeh majbooriyaan

har kadam par saath hongi

ab meri tanhaaiyaan


ab zamaana jaan lega

pyaar ki dushvaariyaan

meri dushman ban gayi

hai meri hi parchhaaiyaan


khushi ke liye hum

ab tarasne lage hai

khushi ke liye hum

ab tarasne lage hai

lahoo banke aansoo

barasne lage hai

lahoo banke aansoo

barasne lage hai


ho gaye hum kitne tanha

pyaar mein dil haarke

das rahi hai yeh judaai

bin sajan bin pyaar ke


yaad humko aa rahe hain

chaar din voh pyaar ke

voh adaayein voh sharaarat

haai jalwe yaar ke


ho judaai ke gham bhi

mujhpe hasne lage hai

judaai ke gham bhi

mujhpe hasne lage hai

lahoo banke aansoo

barasne lage hai

lahoo banke aansoo

barasne lage hai


dil apna dena

khata ho gaya hai

tujhe pyaar karna

saza ho gaya hai

saza ho gaya hai

ho tujhe is tarah se

yaad karne lage hai

tujhe is tarah se

yaad karne lage hai

lahoo banke aansoo

barasne lage hai

lahoo banke aansoo

barasne lage hai.



You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)