kya raat hai waah waah

kya raat hai waah waah lyrics

Poster kya raat hai waah waah

kya raat hai waah waah

lyrics/Album : Aatank
Details
Singer Asha Bhosle & Jolly Mukherjee
Language Hindi
Album Aatank
Poster kya raat hai waah waah
play
Lyrics

kya raat hai waah waah

kya baat hai waah waah

kya raat hai kya bat hai

waah waah waah waah waah wah


raat waat baat waat thik thak hai

raat waat baat waat thik thak hai

par thamega kaun mera hath re

wah wah kya raat hai waah waah

kya baat hai waah waah

waah waah waah waah


tu bhi hai akeli

main bhi hoon akela

rat bhi rangili hai

sath bhi hai rangila

tu bhi hai akeli

main bhi hoon akela

rat bhi rangili hai

sath bhi hai rangila

ek raat ka to sath thik thak re

par main chahu jeevan ka saath re

re waah waah

kya raat hai waah wah

kya baat hai waah waah


kismat se jo bhi paye

gharwali mere jaisi

bhule na phir kabhi wo

seva karu mai aisi

pakwan mera

jo khaye ek bar aakar

wo hath chat ta hi rah jaye

zindagi bhar

rang dhang ki to

baat thik thak hai

par layega kaun barat re

kya raat hai waah waah

kya baat hai waah wah


maine to ek mard ko

chaha tha jano dil se

socha tha uske sang mein

shadi banau mil ke

par meri jawani

uske hawale karde

par wo kathor

dil ka nikla bada dedardi

aankh nak thik thak hai

par ulte sar ki hai uski jat re

kya raat hai waah waah

kya baat hai waah waah

kya raat hai kya baat hai

waah waah waah

waah waah waah

haye haye haye jani

dekho ji dekho ji dekho

mujhe jani bola

isne mera pallu khicha

isne meri bah pakad li

isne mera pallu khicha

isne mujhe jani bola.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)