kya hain awaaz

kya hain awaaz lyrics

Poster kya hain awaaz

kya hain awaaz

lyrics/Album : Surkhiyaan (the Headlines)
Details
Singer Asha Bhosle
Genre Dance
Language Hindi
Album Surkhiyaan (the Headlines)
Poster kya hain awaaz
play
Lyrics

kya hain awaaz yahin

kya hain tasveer yahin

kya hain halaat yahin

kya hain taqdeer yahin

din jal raha hain raat jal rahi

din jal raha hain raat jal rahi

din paher ki baat chal rahin

jaane kis dagar pe

zindagi chal rahi

jaane kis laher pe beh rahi

iss laher pe beh rahi

kya hain awaaz yahin

kya hain tasveer yahin

kya hain halaat yahin

kya hain taqdeer yahin

kya hain zindagi


hai likha ghamo ko hi kya upar wale

ye dukh dard kabhi nahin mitne wale

main jahaan bhi chalun badnaseebi chali

chali jaaun kahaan bol duniya wale

kya hain khwaabo ka silaa

kya hain taalim yahin

kya hain humraaz yahin

kya hau taqdeer yahin

kya hain zindagi


do ghadi ka dera hain

yaa ke basera hain

khwaab jiska liye

kahaan woh savera hain

main dekhun jidhar

hain andhera udhar

hain umeedon ko gham

hain ujaale kidhar

o ri meri dil ki duaan

kya hain saath yahin

kya hain aawaaz yahin

kya hain tasveer yahin

aazmaa raha koan hum sabhi

aazmaa raha koan hum sabhi

yeh khayaal aa raha hain abhi


jaane kis dagar pe zindagi chal rahi

jaane kis laher pe beh rahi

kis laher pe beh rahi

kya hain awaaz yahin

kya hain tasveer yahin

kya hain halaat yahin

kya hain taqdeer yahin

kya hain zindagi

kya hain zindagi

kya hain zindagi.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)