kya dharti kya aasman

kya dharti kya aasman lyrics

Poster kya dharti kya aasman

kya dharti kya aasman

lyrics/Album : Deedar
Details
Singer Udit Narayan
Genre Love
Language Hindi
Album Deedar
Poster kya dharti kya aasman
play
Lyrics

sapna, sapna

kya dharti kya aasma

kya dharti kya aasma

janeman tu hogi jaha

kya dharti kya aasma

janeman tu hogi jaha

tujhko dhund ke lauga

dil mein tujhe basauga

kya dharti kya aasma

janeman tu hogi jaha

tujhko dhund ke lauga

dil me tujhe basauga


kya dard dil mein jagaya hai

betab mujhko banaya hai

kya dard dil mein jagaya hai

betab mujhko banaya hai

tere haseen khayalo ne

kitna mujhe tadpaya hai

agar mili tu lajmi to

mai batauga

kya dharti kya aasma

janeman tu hogi jaha

tujhko dhund ke lauga

dil mein tujhe basauga

sapna, sapna


tu ek hazaro lakho mein

duba main teri aankho mein

tu ek hazaro lakho mein

duba main teri aankho mein

hai tu basi meri yado mein

khusaboo hai teri sanso mein

tujhko palko ke jharokhe

me chhupauga

kya dharti kya aasma

janeman tu hogi jaha

tujhko dhund ke lauga

dil me tujhe basauga

sapna, sapna


kahena hai jo meri jaa kah de

sine mein kya arma kah de

kahena hai jo meri jaa kah de

sine mein kya arma kah de

main jaan tujh pe lutauga

ek bar bas tu ha kah de

hai ye wada tujhko dulhan

main banauga

kya dharti kya aasma

janeman tu hogi jaha

tujhko dhund ke lauga

dil mein tujhe basauga

kya dharti kya aasma

janeman tu hogi jaha

tujhko dhund ke lauga

dil mein tujhe basauga

sapna i love you

sapna i love you.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)