kya bura hai, kya bhala

kya bura hai, kya bhala lyrics

Poster kya bura hai, kya bhala

kya bura hai, kya bhala

lyrics/Album : Libaas
Details
Singer Rahul Dev Burman & Lata Mangeshkar
Genre Classical
Language Hindi
Album Libaas
Poster kya bura hai, kya bhala
play
Lyrics

kya bura hain kya bhala

ho sake to jala dil jala

kya bura hain kya bhala

ho sake to jala dil jala

kya bura hain kya bhala

kya bura hain kya bhala

ho sake to jala dil jala

kya bura hain kya bhala


muskurana sahte jana

chahne ki rashm hain

muskurana sahte jana

chahne ki rashm hain

na lahu na koi aansu

ishq aisa zakhm hain

muskurake zakhm kha le

na shikayat koi na gila

kya bura hain kya bhala

ho sake to jala dil jala

kya bura hain kya bhala


sara din gajle pirona

raat bhar aawaragi

sara din gajle pirona

raat bhar aawaragi

phat gaya daman to kya hain

sada dil hain sadgi

na dilasa chaha dil ne

na wafadar ka silsila

kya bura hain kya bhala

ho sake to jala dil jala

kya bura hain kya bhala.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)