kya baat hain

kya baat hain lyrics

Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Sultaan
Poster kya baat hain
play
Lyrics

kya baat hain tu saath hain

kya baat hain tu saath hain

are bolo dil kya kehta hai

dil kehta hai dil ke andar

ek deewana rehta hai

kya baat hain tu saath hain

kya baat hain tu saath hain

yeh dhadkan kya kehti hai

is dhadkan mein ek deewani

aati jaati rehti hai

kya baat hain tu saath hain

kya baat hain tu saath hain


bolo bhala saawan

ka mausam kab aata hai

jab tu zulfein khole

saawan tab aata hai

ab yeh bataa mere saathiya

kyun kangna khan khan karta hai

mujhko bhi toh lagta hai ke

yeh bhi jaanam jaanam kehta hai

kya baat hain tu saath hain

kya baat hain tu saath hain


charno mein kyun hoti

hai bharpoor rawaani

are pyar mein jaise hoti

hai betaab jawaani

kuch uljhan hai kuch tadpan hai

kyun dil mein halchal hoti hai

kehne sun ne mein kya hai

yeh umar hi paagal hoti hai

kya baat hain tu saath hain

kya baat hain tu saath hain


pyaar kise kehte hai

tum khulkar samjaao

achha jo puchhun

mujhko sach sach batlaao

kya neend nahi aaye

haan neend nahi aaye

kya chain nahi aaye

haan chain nahi aaye

khaana peena na suhaaye

khaana peena na suhaaye

meri yaad sataye teri yaad sataye

kamaal hai kamaal hai

are yahi toh mera bhi haal hai

hum tum dono ka dil saajan

pyaar se maala maal hai

kya baat hain tu saath hain

kya baat hain tu saath hain

are bolo dil kya kehta hai

dil kehta hai dil ke andar

ek deewana rehta hai

kya baat hain tu saath hain

kya baat hain tu saath hain.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)