kurane pak tujhko aaj

kurane pak tujhko aaj lyrics

Poster kurane pak tujhko aaj

kurane pak tujhko aaj

lyrics/Album : Bandook Dahej Ke Seenay Par
Details
Singer Mohammed Aziz
Genre Devotional
Language Hindi
Album Bandook Dahej Ke Seenay Par
Poster kurane pak tujhko aaj
play
Lyrics

roj savere uthkar bheju jise hajaar salaam 

vo hai mera kuraan jisse jinda hai islaam

jisse jinda hai islaam


kurane paak tujhko aaj kurane paak tujhko aaj

kurane paak tujhko aaj kurane paak tujhko aaj

apne bando ko rasta dikhana hai

apne bando ko rasta dikhana hai

aur humpe karam farmana hai

aur humpe karam farmana hai

kurane paak tujhko aaj kurane paak tujhko aaj


jo momin tujhko padta hai vo allah ka pyara hai

jo momin tujhko padta hai vo allah ka pyara hai

ghar me jo tujhko rakhta hai ghar jannat ban jata hai 

ghar me jo tujhko rakhta hai ghar jannat ban jata hai

aur khuda ne tujhko jamin pe bheja

khuda ne tujhko jamin pe bheja

jare jare ko roshan banana hai

jare jare ko roshan banana hai

aur hampe karam farmana hai

aur hampe karam farmana hai

kurane paak tujhko aaj

kurane paak tujhko aaj


mohammed ali aur peer paiyambar 

sabne tujhko chuma hai

mohammed ali aur peer paiyambar

sabne tujhko chuma hai

duniya ka har khwaja tujhko sar pe lekar jhuma hai

duniya ka har khwaja tujhko sar pe lekar jhuma hai

main bhi ya rab jhum raha hu

main bhi ya rab jhum raha hu allah

aaj tere hukum ko bajana hai

aaj tere hukum ko bajana hai

aur hampe karam farmana hai

aur hampe karam farmana hai

kurane paak tujhko aaj

kurane paak tujhko aaj


khuda ki shan hai tu

mera imaan hai tu meri to jaan hai tu

musalma ki pehchan hai tu

musalma ki pehchan hai tu

musalma ki pehchan hai tu

musalma ki pehchan hai tu

musalma ki pehchan hai tu

musalma ki pehchan hai tu

alla hu musalma ki pehchan hai tu

alla hu musalma ki pehchan hai tu

alla hu musalma ki pehchan hai tu

alla hu musalma ki pehchan hai tu

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)