Singer | Manish J. Tipu |
Genre | Qawwali |
Language | Hindi |
Album | Badmashiyaan |
arey nazar mila ke kardengi ye
arey tera kaam tamaam
haan haan bachana hai toh
sunle babuaa
are baat humaari maan
aay haay baby ke nakhare
aay haay my god kasam se
dhundhein hai chikane bakre
aay haay baby ke nakhare
dhundhein hai chikane bakre
aankhon ke signal deke
thagle ye saara hindustaan re o baby
haaye re ye kudiyan baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
aay haay ye lovely chehare
kyun na dil in pe phisale
love shove ka churan deke
mutthi mein karle sab ki jaan ye
haaye re ye kudiyan baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
tip top banke ghoome
unchi heel sandal pahinhe
silim body make up shake up
haay fay kapde pahinhe
my god ki kasam ye
tip top banke ghoome
unchi heel sandal pahinhe
silim body make up shake up
haay fay kapde pahinhe
chhoti gaadi waalo ke ye
munh na lage rama
bmw waalo se yee
mosidanti raana
paakit mein inka saara dhyaan re
o baby
haaye re ye kudiyan baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
aashiqo ke kitane paise
parlour mein jaake phoonke
bil bharke inke mar gaye
jaane kitane majnu bhooke
hum ko to maaloom tha pahilese
aashiqo ke kitane paise
parlour mein jaake phoonke
bil bharke inke mar gaye
jaane kitane majnu bhooke
dil pe daya na aaye
fraay karke khaaye
ladko ko tisyu samje
flush karte jaaye
inko na samajha bhagwaan re
o rrere..
haaye re ye kudiyan baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
hum ko to maaloom tha pahilese