kuch bhi ho sakta hai

kuch bhi ho sakta hai lyrics

Poster kuch bhi ho sakta hai

kuch bhi ho sakta hai

lyrics/Album : Inkaar
Details
Singer Suraj Jagan
Genre Rock
Language Hindi
Album Inkaar
Poster kuch bhi ho sakta hai
play
Lyrics

futpaatho pe jo sota tha

akhbaaro me abb chhapta hai

kal tak jo criminal tha

abb tv pe bikta hai

girgit hai ye woh gutter

rang yun badalta hai

jaa kuch bhi ho sakta hai

jaa kuch bhi ho sakta hai

jaa kuch bhi ho sakta hai

jaa kuch bhi ho sakta hai



jo sapna tune dekha

woh sabne hi hai dekha

aisa kya kiya hai

saale tune hi naya

jo fitrat hai naa teri

woh maashuka hai teri

uske peeche tu gaya

tto kya bura kiya



khaa li jo maat dikhi aaukat

ye bhi haalaatbadlenge be

jaakuch bhi ho sakta hai

jaakuch bhi ho sakta hai

jaakuch bhi ho sakta hai

jaakuch bhi ho sakta hai



dooje ki thaali me

zyada hi dikhta hai

fokat ki daaru pe

gham zyada chalakta hai

chhipkali ki tarah

regta sarakta hai

jaakuch bhi ho sakta hai

jaakuch bhi ho sakta hai

jaakuch bhi ho sakta hai

jaakuch bhi ho sakta hai.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)