Singer | Abhijeet Bhattacharya & Alka Yagnik |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Dhanwan |
koi phool kahi na khila
phir khushboo kaha se aayi
koi patta nahi hila phir
kaise chali purwai
koi phool kahi na khila
phir khushboo kaha se aayi
koi patta nahi hila
phir kaise chali purwai
chahat ke khumar ka
ye jadu hai pyar ka
mujhe ho gaya hai
pyar kisse tumse
mujhe ho gaya hai
pyar tumse ha ha tumse
koi phool kahi na
khila phir khushboo kaha se aayi
koi patta nahi hila
phir kaise chali purwai
din ke ujali dhup maibhi
mujhko chand najar aaye
garmi ke is alam mein
barg gagan kyu barsaye
ho chandan ke lagne se
bhi tan ki aag nahi bujhti
bin pritam ki kaliyo ki
sej badan mein hai chubhti
koi hoth kahi na khula
phir kaise baji ye sargum
hai waqt yahi thahra
phir kaise dhala ye mausam
chahat ke khumar ka
ye jadu hai pyar ka
mujhe ho gaya hai
pyar kisse tumse
mujhe ho gaya hai
pyar tumse ha ha tumse
aao is khamoshi mein
dhadkan ki awaz sune
milke hum tanhai mein
bechaini ke khwab bune
hum itne nadeek rahe
do sanse ek sath chale
madmati madhoshi
mein ulfat ke arman pale
koi dor kahi na dikhi
phir kaise jude ye bandhan
do pran kahi na mile
phir kaise mile hai jivan
chahat ke khumar ka
ye jadu hai pyar ka
mujhe ho gaya hai
pyar kisse tumse
mujhe ho gaya hai
pyar tumse ha ha tumse.