koi hai deewana

koi hai deewana lyrics

Poster koi hai deewana

koi hai deewana

lyrics/Album : Kaala Samrajya
Details
Singer Arun Bakshi & Suneeta Rao
Genre Dance
Language Hindi
Album Kaala Samrajya
Poster koi hai deewana
play
Lyrics

koi hai deewana

dil mein kisi ke dil mein hai masti

koi hai deewana

dil mein kisi ke dil mein hai masti

koi hai mastana

lab pe kisi ke lab pe hai masti


masti chand ki aankho mein

masti chandani rato mein

masti husn ke jalwo mein

masti ishk ko baato mein

masti chand ki aankho mein

masti chandani raato mein

masti husn ke jalwo mein

masti ishk ko baato mein

koi hai deewana

dil mein kisi ke dil mein hai masti

koi hai mastana

lab pe kisi ke lab pe hai masti


sagar sarab saki sabab

har cheez hai yaha par

sabnam gulam parda hizab

kya aarzu hai dilbar

sagar sarab saki sabab

har cheez hai yaha par

sabnam gulam parda hizab

kya aarzu hai dilbar

ghunghru mein sada hai payal ki

mat puchh tamanna ghayal ki

ghunghru mein sada hai payal ki

mat puchh tamanna ghayal ki

ghayal ki ghayal ki ghayal ki

koi hai deewana

dil mein kisi ke dil mein hai masti

koi hai mastana

lab pe kisi ke lab pe hai masti


palke jhuki hai palke uthi hai

sapno ka raaz gahra

bach bach ke yar tum kahna pyar

dhadkan pe bhi hai pahra

palke jhuki hai palke uthi hai

sapno ka raaz gahra

bach bach ke yar tum kahna pyar

dhadkan pe bhi hai pahra

dushman hai jamana chahat ka

mauka na kabhi de rahat ka

dushman hai jamana chahat ka

mauka na kabhi de rahat ka

rahat ka rahat ka rahat ka

koi hai deewana

dil mein kisi ke dil mein hai masti

koi hai mastana

lab pe kisi ke lab pe hai masti.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)