Singer | Mahendra Kapoor |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Kirayadar |
dil mein basayenge dil bar banayenge
dil mein basayenge dil bar banayenge
nahi banayenge par tumko kabhi kirayedar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
mehbooba mil jaaye toh dhoondo rehen basera
park mein baithe shaame kato sagar tatt pe savera
are mehbooba mil jaaye toh dhoondo rehen basera
park mein baithe shaame kato sagar tatt pe savera
dil dhak dhak karta hai aana jaye thanedaar
ulfat mil jayegi chahat mil jayegi
ulfat mil jayegi chahat mil jayegi
nahi milega ghar ek ais khul ho jiska dwar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
gharwali mil jaati hai par ghar nahi basta phir bhi
jeb bhada lekar ghumo koi nahi sunta phir bhi
are gharwali mil jaati hai par ghar nahi basta phir bhi
jeb bhada lekar ghumo koi nahi sunta phir bhi
pagdi toh hai lambi chaudi choti bahut pagar
naukri mil jayegi chokri mil jayegi
naukri mil jayegi chokri mil jayegi
chat na milegi jiske neeche deeware ho chaar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
are dil mein basayenge dil bar banayenge
dil mein basayenge dil bar banayenge
nahi banayenge par tumko kabhi kirayedar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
koi agar galti se tumhe kirayedar banale
do din baad wohi sochega kaise tumhe nikale
are koi agar galti se tumhe kirayedar banale
do din baad wohi sochega kaise tumhe nikale
banjayega jaani dushman jo tha jigri yaar
are aanken dikhlayega notice dilwayega
are aanken dikhlayega notice dilwayega
court kacheri ke chakkar mein chaupat karobar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
do anjaane pyaar mein jab ho jaate hain ek jaan
aisa lagta hain jaise ke sadiyoon ki pehechaan
are do anjaane pyaar mein jab ho jaate hain ek jaan
aisa lagta hain jaise ke sadiyoon ki pehechaan
ajab karishma ho jata hain jab ho naina chaar
dil ko bhaata hai jis par dil aata hai
dil ko bhaata hai jis par dil aata hai
wohi hai dil ke ghar ka maalik wohi kirayedar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
kirayedar kirayedar kirayedar kirayedar
lallallallalalalalalalallalalllalalalaalalalal