Singer | Naresh Iyer |
Genre | Rock |
Language | Hindi |
Album | War Chhod Na Yaar |
khwabon si jo ek baat thi
aaj woh sach hui
khwabon si jo ek baat thi
aaj woh sach hui
dil mein kahi jo aas thi
kal woh rang laayegi
sab ko hai yakeen yahan
woh subah aayegi
sab ko hai yakeen
woh subah aayegi
toofan hai hum
apna hunnar
maloom hai
hum ko yahaan
jis or bhi hum chal pade
rasta naya milta wahaan
na na na…
dabi hui si jo aag thi
subah hui toh jal padi
har zor door tak
roshni bikhar gayi
har zor door tak
roshni bikhar gayi
sooraj kahe
jab hausla
toh kyun bala
hum chup rahe
jo hai kisi
deewar ho
piglake hum
ab kyun sahe
na na na…
yahan wahan jahaan bhi dekha hai
nazar nazar gazab ki tewar hai
ulaj gayi hai chand mohoron ki
eet ka jawaab pattar hai
sama samah adhik chad jaye
inkilab aaj ayega
josh sarfire iraadon ka
aaj dekho rang layega
milon ki jo raah thi
aaj woh tayi hui
milon ki jo raah thi
aaj woh tayi hui
kal se aaj ki
dooriyaan seemat gayi
kal se aaj ki
dooriyaan seemat gayi
badli zameen ye aasmaan
niklega ab sooraj naya
charo taraf hai kalbali
hona toh jo woh ho gaya
na na na…
khwabon si jo ek baat thi
aaj woh sach huyi.