khudaya khair

khudaya khair lyrics

Details
Singer Soham Chakraborty & Akriti Kakar
Genre Dance
Language Hindi
Album Billu
Poster khudaya khair
play
Lyrics

raaton raat tara koi

chand ya sitara koi

gire toh utha lena

o suniyon re

tara chamkila hoga

chand sharmila hoga

nath mein laga lena) — 2


zara si saawari hai woh

zara si baawari hai woh

woh surme ki tarah meri

aankhon mein hi rehti hai


subah ke khawab se udai hai

palkon ke neeche chupai hai

mano na mano tum

sothe sothe khawabon mein bhi khawab dikhati hai

mano na mano tum

pari hai woh pari ki kahaniyan sunati hai


khudaya khair

khudaya khair

khudaya khair

khudaya khair



raaton raat tara koi

chand ya sitara koi

gire toh utha lena

o suniyon re

tara chamkila hoga

chand sharmila hoga

nath mein laga lena


tu hawa main zameen

tu jahan mein wahin

jab ude mujhe le ke kyon udti nahi

tu ghata mein zameen

tu kahin mein kahin

kyon kabhi mujhe leke barasti nahi


zara sa saawara hai woh

zara sa baawara hai woh

woh surme ki tarah meri

aankhon mein hi rehta hai


subah ke khawab se udai hai

palkon ke neeche chupai hai

mano na mano tum

sothe sothe khawabon mein bhi khawab dikhati hai

mano na mano tum

pari hai woh pari ki kahaniyan sunati hai


khudaya khair

khudaya khair

khudaya khair

khudaya khair


jab daanth mein ungli dabaye

ya ungli pe lat liptaye

badal yeh nichadta jaye

hoo hoohhhhh


kuch kar ke woh baat ko taale

jab maathe pe woh bal dale

amber yeh sukadhta jaye

hooo hoooohh


woh jab nakoon kutarti hai

to chanda ghatne lagta hai

woh pani par kadam rakhe

sagar bhi hat jata hai


subah ke khawab se udai hai

palkon ke neeche chupai hai

mano na mano tum

sothe sothe khawabon mein bhi khawab dikhati hai

mano na mano tum

pari hai woh pari ki kahaniyan sunati hai


khudaya khair

khudaya khair

khudaya khair

khudaya khair

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)