Singer | Sukhwinder Singh, Shabab Sabri & Meet Bros |
Genre | Qawwali |
Language | Hindi |
Album | Zanjeer |
wallah.. wallah..
wallah..
sab kuchh khuda se maang liya
ik tujhko hi maang ke
uthte nahi hain haath mere
ab is dua ke baad..
is dua ke baad..
oye khochey pathan..
oye laale di jaan
o ho...
de de maula maula maula yaar ke karam
yaaron ke ji yaar hain dildar hain hum [hoye hoye..]
yaar pe mit jaayenge khuda ki kasam
ho.. yaaron ke ji yaar hain dildar hain hum
[hoye hoye hoye..]
yaar pe mit jaayenge khuda ki kasam
jaan de dein..
jaan de dein jo tu kare ishaara.. o yaara..
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
ho allah...
de de re maula maula re maula yaar ke karam
reham-o-karam bas tera hai eda hi bharam
nazar utha ke koi dekhe yeh hai kis mein dam
khade hain raah mein teri deewar ban ke hum
ho ho ho.. ho ho ho.. ho ho ho...
nazar utha ke koi dekhe yeh hai kis mein dam
khade hain raah mein teri deewar ban ke hum
majaal itni kahan jo koi tujhu chhoo le
meri shamsheer kar de uska sar wahin pe kalam
ho.. o... o.. o...
ho.. o... o.. o...
yaari mein peechhe kabhi hate na kadam
[hate na kadam]
yaaron pe mit jaayeneg khuda ki kasam
jaan de dein.. [ho jaan de dein]
jaan de dein jo tu kare ishaara.. o yaara..
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
zara sa katra bhi adaa mein rehta hai
ajeeb lehze mein dariya se baat karta hai
ho ho ho.. ho ho ho..
zara sa katra bhi adaa mein rehta hai
ajeeb lehze mein dariya se baat karta hai
yeh reh ke paani mein toofan se nahi darta
khuda bhi yaar ki yaari se pyaar karta hai
ho.. o... o.. o...
ho.. o... o.. o...
yaari mein peechhe kabhi hate na kadam
[hate na kadam]
yaaron pe mit jaayeneg khuda ki kasam
jaan de dein.. [ho jaan de dein]
jaan de dein jo tu kare ishaara.. o yaara..
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khuda ke baad mujhko yaar yaari se aqeeda hai
bula ke yaar aise mein mujhe tune khareeda hai
ke yeh sach hai dua maangi to tera saath paya hai
maseeha ban ke mere sar pe tera haath aaya hai
main tujh pe jaan luta doonga
to main imaan luta doonga
aanch aa jaaye yaari pe
to hasti ko mita doonga
main tujh pe jaan jaan jaan jaan luta doonga
to main imaan maan maan imaan luta doonga
ho.. o... o.. o...
jaan de dein.. mashallah
[ho jaan de dein]
ho jaan de dein jo tu kare ishaara.. o yaara..
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara
khochey pathan ki zubaan hai yeh yaara