khidki lyrics – papon

khidki lyrics – papon lyrics

Details
Singer Papon
Language Hindi
Poster khidki lyrics – papon
play
Lyrics

khidki pe tere subah meri hoti
chai ki pyaale ke tarah
tu saath hoti

halke se tera yu hassna
sharma ke sar jhukana
haan ye pyaar hi hai

hai na
hmm
haan ye pyaar hi hai
bolo hai na

mora saiyaan moh se bole na haaye
mora saiyaan haaye moh se bole na haaye
mora saiyan moh se bole na haaye

dheeme se ek din
mere ghar tu aana
saato janam mujhko
tere sang bitana

sapne mere rote phire
khidki pe jo tu na dikhe

dhalte hi shaam aayi roshini
ye kya magar ho gaya
jo gaane sunaye the khidki pe baithe
jo sapne sajaye the khidki pe baithe

yun bewafayi ke parde gira kar
toda mera dil kyu tune aise

kya ye pyaar hi hai
ye hai kya
agar ye pyaar nahi
toh hai kya

kya ye pyaar hi hai
ye hai kya
agar ye pyaar nahi
toh hai kya

mora saiyaan moh se bole na haaye
mora saiyaan moh se bole na haan
mora saiyaan moh se bole na
mora saiyaan moh se bole na

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)