Singer | Mohammed Aziz & Lata Mangeshkar |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Khel |
khat likhna hain par sochati hoon
khat likhna hain par sochati hoon
yeh kaise likhoon
mujhe tumse mohabbat ho gayi hain
mujhe tumse mohabbat ho gayi hain
meri maano itna likh do
meri maano itna likh do
inn aankho par
khvabo ki inayat ho gayi hain
khvabo ki inayat ho gayi hain
kagaj kalam jaise hi uthau
dil hain ke dhadake jaye
ha aa aa dil hain ke dhadake jaye
jo bhi likho tum dil ki baate
abb naa chhupengi chhupaye
ha aa aa abb naa chhupengi chhupaye
main achchhi hoon yeh toh likh doon
main achchhi hoon yeh toh likh doon
yeh kaise likhu
mujhe tumse mohabbat ho gayi hain
mujhe tumse mohabbat ho gayi hain
yeh socha hain itna likh doon
kuchh din se mujhe kya jane kyun
yeh doonniya hasin lagati hain
yeh doonniya hasin lagati hain
yeh bhi likhna
abb sare din hai sath koyi ke jiske bin
tabiyat hi nahin lagati hain
tabiyat hi nahin lagati hain
batao, batao
inn lafzo mein main hi likhu
mujhko tum samjhao
mujhe tumse mohabbat ho gayi hain
mujhe tumse mohabbat ho gayi hain
main kuchh likhu woh kuchh samjhe
aisa nahin ho jaye
hn aa aa aisa nahin ho jaye
aisa hain toh saf likho tum
apni toh hain yeh ray
ha aa aa apni toh hain yeh ray
ha sach toh hain kyun sharmau
ha sach toh hain kyun sharmau
kyun yeh naa likhu
mujhe tumse mohabbat ho gayi hain
toh likh toh mohabbat ho gayi hain
likh doonngi mohabbat ho gayi hain
mujhe tumse mohabbat ho gayi hain
mujhe tumse mohabbat ho gayi hain.