khamosh sa afsana

khamosh sa afsana lyrics

Poster khamosh sa afsana

khamosh sa afsana

lyrics/Album : Libaas
Details
Singer Lata Mangeshkar & Suresh Wadkar
Genre Emotional
Language Hindi
Album Libaas
Poster khamosh sa afsana
play
Lyrics

khamosh sa afsana

pani se likha hota

khamosh sa afsana

pani se likha hota

na tumne kaha hota

na hamne suna hota

khamosh sa afsana


la la la la..la la la la

dil ki baat na puchho

dil toh aata rahega

dil bahakata raha hain

dil bahakata rahega

dil ko tumane ho

kuchh samjhaya hota

khamosh sa afsana

pani se likha hota

na tumne kaha hota

na hamne suna hota

khamosh sa afsana

sehame se rehate hain

jab yeh din dhalata hain

sehame se rehate hain

jab yeh din dhalata hain

ek diya bujhata hain

ek diya jalata hain

tumne koyi ho

dip jalaya hota

khamosh sa afsana

pani se likha hota

na tumne kaha hota

na hamne suna hota

khamosh sa afsana


kitne sahil dhunde

koyi na samne aaya

kitne sahil dhunde

koyi na samne aaya

jab majdhar mein dube

sahil thamne aaya

tumane sahil ho

pehale bichhaya hota

khamosh sa afsana

pani se likha hota

na tumne kaha hota

na hamne suna hota

khamosh sa afsana.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)