keh raha hai

keh raha hai lyrics

Details
Singer Sonu Nigam & Shreya Ghoshal
Genre Romantic
Language Hindi
Album Baabul
Poster keh raha hai
play
Lyrics

keh raha hai dil deewana

jane ja kha ke kasam

keh raha hai dil deewana

jane ja kha ke kasam


hum ishq mein mar jayenge

kuch bhi sanam kar jayenge

chodene na daman yaar ka

wada raha wada raha

wada raha pyaar ka

wada raha wada raha

wada raha pyaar ka



 

keh raha hai dil deewana

jane ja kha ke kasam

dooriyan naa ab zara ho

jana sanso ke darmiyan

cheedti hai dhadkano ko

pal pal mausam ke narmiyaa


to aaja chahato ki shabnam pile

lamho main sadiyon ko ji le

keh raha hai pal suhana

jane ja kha ke kasam

tu khalayon ke hansi

saye main rehata hai rat din

kuch nahi zindagani meri

abb tanha tere bin


to aaja janmo ka bandhan jode

tham ke baahen na chhode

keh raha hai har phasana

jane na kha ke kasam

keh raha hai dil deewana

jane ja kha ke kasam


hum ishq mein mar jayenge

kuch bhi sanam kar jayenge

chodene na daman yaar ka

wada raha wada raha

wada raha pyaar ka

wada raha wada raha

wada raha pyaar ka.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)