kashm kash badhi

kashm kash badhi lyrics

Poster kashm kash badhi

kashm kash badhi

lyrics/Album : Cheetah
Details
Singer Poornima
Genre Dance
Language Hindi
Album Cheetah
Poster kashm kash badhi
play
Lyrics

kashm kash badhi to

maine kash laga liya

maine kash laga liya

kashm kash badhi to

maine kash laga liya

maine kash laga liya

zindagi ke gham ko

dhuye mein uda diya uda diya

kashm kash badhi to

maine kash laga liya

maine kash laga liya

kashm kash badhi to

maine kash laga liya

maine kash laga liya


dil pe kya gujarti hai gujarti hai

fikr kya karu kya karu kya karu

kal jo hona hai hoga

fikr kya karu kya karu kya karu

aaj maine dard ko dawa

bana liya bana liya

kashm kash badhi to

maine kash laga liya

maine kash laga liya

ho maine kash laga liya


bekhudi hai masti hai

karar aa gaya

apni iss ada pe mujhko

pyar aa gaya

bekhudi hai masti hai

karar aa gaya

apni iss ada pe mujhko

pyar aa gaya

shyam dhal rahi to

maine dil jala diya jala diya

kashm kash badhi to

maine kash laga liya

maine kash laga liya

ho maine kash laga liya


hasarte sulagti hai

sulagti hai

iska gham na kar gham na kar

are hum nashe nashe mein

dub jaaye

nashe ko kam na kar

kam na kar kam na kar

kamyab wo hai jisne gham

chhupa liya chhupa liya

kashm kash badhi to

maine kash laga liya

maine kash laga liya

kashm kash badhi to

maine kash laga liya

maine kash laga liya

zindagi ke gham ko

dhuye mein uda diya uda diya

kashm kash badhi to

maine kash laga liya

ho maine kash laga liya

maine kash laga liya

ho maine kash laga liya

maine kash laga liya.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)