kar liya hai

kar liya hai lyrics

Poster kar liya hai

kar liya hai

lyrics/Album : House No. 13
Details
Singer Vinod Rathod & Kavita Krishnamurthy
Genre Love
Language Hindi
Album House No. 13
Poster kar liya hai
play
Lyrics

kar liya hain

ye aaj humne wada

ho zindagi bhar

juda hum na hoge

ab yahi hain

hamara bhi irada

ho zindagi bhar

juda hum na hoge

pyar jab se tumhara

jee aankhon mein basa

har gadi mere dil pe to

chhaya hain nasha

kar liya hain kar liya hain

ye aaj humne wada

ho zindagi bhar

juda hum na hoge


pehla pehla pyar hamara

koi na isko lute

rab ruthe ya duniya ruthe

pyar na lekin chhute

ab na yeh bandhan tute

jeevan mein jo pyar na ho to

jeene mein kya maza

ho koi bhi mehboob na ho to

jeena hain saza

pyar jab se tumhara

jee aankhon mein basa

har gadi mere dil pe to

chhaya hain nasha

kar liya hain kar liya hain

ye aaj humne wada

ho zindagi bhar

juda hum na hoge

ab yahi hain hamara bhi irada

ho zindagi bhar

juda hum na hoge


dil karta hain in hotho se

hoth mein tere chhulu

aa kar teri in baaho mein

duniya ko mein bhulu

gadi gadi sapno mein jhulu

manie ab ye naam pe

tere jeevan likh diya

ho ab mera tu

jab kuch bhi hain

tera hain piya

pyar jab se tumhara

ye aankhon mein basa

har gadi mere dil pe to

chhaya hain nasha

kar liya hai kar liya hain

ye aaj humne wada

ho zindagi bhar

juda hum na hoge

ab yahi hai hamara bhi irada

ho zindagi bhar

juda hum na hoge


jab se nain mile hain tumse

bojal ho gayi palke

dekhu main jis aur jaha

bhi rang nashile chhalke

kali kali khilne lagi hain

ho mausam ab to

jhoom jhoom kar

dene laga salam

ho mujhko bhi

har ek nazaara

lagta hai naya

pyar jab se tumhara


ye aankhon mein basa

har gadi mere dil pe to

chhaya hain nasha

kar liya hain kar liya hain

ye aaj humne wada

ho zindagi bhar

juda hum na hoge

ab yahi hain hamara bhi irada

ho zindagi bhar

juda hum na hoge

pyar jab se tumhara

ye aankhon mein basa

har gadi mere dil pe to

chhaya hain nasha

kar liya hain kar liya hain

ye aaj humne wada

ho zindagi bhar

juda hum na hoge.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)