kangana kunware kangana

kangana kunware kangana lyrics

Poster kangana kunware kangana

kangana kunware kangana

lyrics/Album : Mere Sajana Saath Nibhana
Details
Singer Udit Narayan & Sadhana Sargam
Genre Dance
Language Hindi
Album Mere Sajana Saath Nibhana
Poster kangana kunware kangana
play
Lyrics

kangana kunware kangana

sajana pukare tera naam

bindiya ye teri bindiya dekhu

main subah-o-shaam

kangana kunware kangana

sajana pukare tera naam

bindiya ye teri bindiya dekhu

main subah-o-shaam

tere bin mere din na

kate na kate meri raina

ab to kahin bhi

ek pal aaye na chaina

kangana kunware kangana

sajana pukare tera naam

bindiya yeh teri bindiya dekhu

main subah-o-shaam


mehandi lagaungi main to tere pyar ki

khushboo lutaaungi tujhape bahar ki

mehandi lagaungi main to tere pyar ki

khushboo lutaaungi tujhape bahar ki

ban jaau main tera gajara dekhke

tujhako hanse kajaraa

ban jaau main tera gajara dekhke

tujhako hanse kajaraa

mera mann ye kahe tere

tann ka banu main gahana

tere bin mere din na

kate na kate meri raina

bindiya ye teri bindiya dekhu

main subah-o-shaam

kangana kunware kangana

sajana pukare tera naam


lipata rahunga main to tere ang se

rang churaunga gori tere rang se

lipata rahunga main to tere ang se

rang churaunga gori tere rang se

sun to zara kya kahe jhumka

dil dhadkaye tera thumka

sun to zara kya kahe jhumka

dil dhadkaye tera thumka

teri raah nihare sada

ab to mere naina

ab to kahin bhi

ek pal aaye na chaina

kangana kunware kangana

sajana pukare tera naam

ho bindiya ye teri bindiya

dekhu main subah-o-shaam


saiya teri yaad mein

zindagi guzaar doon

teri tasveer main

aankho mein utaar loon

saiya teri yaad mein

zindagi guzaar doon

teri tasveer main

aankho mein utaar loon

tere liye hain mera jivan

jaldi se mujhako bana dulhan

tere liye hain mera jivan

jaldi se mujhako bana dulhan

ab hoke judaa tujhase

mujhako nahin rahna

tere bin mere din

na kate na kate meri raina

bindiya yeh teri bindiya dekhu

main subah-o-shaam

kangana kunware kangana

sajana pukare tera naam

ab to kahin bhi

ek pal aaye na chaina

tere bin mere din

na kate na kate meri raina.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)