kandhe se milake kandha kare bhlayi ka dhandha

kandhe se milake kandha kare bhlayi ka dhandha lyrics

Poster kandhe se milake kandha kare bhlayi ka dhandha

kandhe se milake kandha kare bhlayi ka dhandha

lyrics/Album : Aag Ke Sholay
Details
Singer Anuradha Paudwal & Alka Yagnik
Genre Drama
Language Hindi
Album Aag Ke Sholay
Poster kandhe se milake kandha kare bhlayi ka dhandha
play
Lyrics

kandhe se milake kandha

kare bhlayi ka dhandha

kandhe se milake kandha

kare bhlayi ka dhandha

kadar hamari wohi jane

jo hai sacha banda

ram ram japna paraya mal apna

o ram ram japna paraya mal apna


kandhe se milake kandha

kare bhlayi ka dhandha

kandhe se milake kandha

kare bhlayi ka dhandha

kadar hamari wohi

jane jo hai sacha banda

ram ram japna paraya mal apna

o ram ram japna paraya mal apna

ram ram japna paraya mal apna


kabhi hai rukhi sukhi roti

kabhi hai halwa puri

kabhi to haddiya pav ki

bandhe kabhi sikandar nuri

kabhi hai rukhi sukhi roti

kabhi hai halwa puri

kabhi to haddiya pav ki

bandhe kabhi sikandar nuri

arey apna dhandha arey apna dhandha

bada anokha kabhi tej kabhi manda

ram ram japna paraya mal apna

o ram ram japna paraya mal apna

ram ram japna paraya mal apna


garib ki mehnat se in

logo ne bhari tijori

chor ke ghar mein chori

karna nahi hai koi chori

garib ki mehnat se in

logo ne bhari tijori

chor ke ghar mein chori

karna nahi hai koi chori

arey in choro ko arey in choro ko

koi na pakde ye kanun hai andha

ram ram japna paraya mal apna

o ram ram japna paraya mal apna

ram ram japna paraya mal apna


havaldar ji dekho humko

tadi par mat karna

havalat se dar lagta hai

hume pyar mat karna

bina shadi ke bina shadi ke

sasural hum kaise jayege

ho bina shadi ke bina shadi ke

sasural hum kaise jayege

arey aapka hasna arey aapka hasna

har hasne ko rona bhi layege

bina shadi ke bina shadi ke

bina shadi ke bina shadi ke

sasural hum kaise jayege

ho bina shadi ke bina shadi ke

sasural hum kaise jayege


havaldar ji dekho humko

tadi par mat karna

havalat se dar lagta hai

hume pyar mat karna

arey hum to safai arey

hum to safai karte hai

ye shehar bada hai ganda

ram ram japna paraya mal apna

o ram ram japna paraya mal apna

ram ram japna paraya mal apna

o ram ram japna paraya mal apna

o ram ram japna paraya mal apna.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)