kahin na kahin hai

kahin na kahin hai lyrics

Poster kahin na kahin hai

kahin na kahin hai

lyrics/Album : Paagalpan
Details
Singer Alka Yagnik & Kumar Sanu
Genre Love
Language Hindi
Album Paagalpan
Poster kahin na kahin hai
play
Lyrics

kahin na kahin hai woh deewani

mujhse abhi hai anjaani

kahin na kahin hai woh deewani

mujhse abhi hai anjaani

oh aayegi kabhi to saamne woh

mera khwaab meri zindagaani

kahin na kahin hai woh deewana

mujhse abhi hai anjaana

oh aayega kabhi to saamne woh

khwaabo mein hai jiska aana jana

kahin na kahin hai woh deewana

mujhse abhi hai anjaana


uske labo pe bikhri hai laali

khushboo hai uski sandali

mehki bahaare behke nazare

woh muskurake jab chali

haa aankhon mein kaajal zulfon mein badal

sab rang us mein hai chhupa

kahin na kahin hai woh deewana

mujhse abhi hai anjaana

oh aayega kabhi to saamne woh

khwaabo mein hai jiska aana jana

kahin na kahin hai woh deewana

mujhse abhi hai anjaana


kya chaahti hoon kya sochti hoon

usko nahi hain kuch khabar

main rok loongi raahon mein usko

bach ke woh jaayega kidhar

jaagi na sooyi yaadon mein khoyi

ye kya mujhe ho gaya

kahin na kahin hai woh deewani

mujhse abhi hai anjaani

kahin na kahin hai woh deewana

mujhse abhi hai anjaana

oh aayegi kabhi to saamne woh

mera khwaab meri zindagaani.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)