kabhi muskurake

kabhi muskurake lyrics

Details
Singer Sanjay Dutt
Genre Motivational
Language Hindi
Album Zinda
Poster kabhi muskurake
play
Lyrics

kabhi muskurake

mushkilon se mil gaye

kabhi has ke gham ko pee liya

na kal ki sochi na

kal ki thi fikar

jaise mujhe jeena tha

maine waise hi jiya

kabhi muskurake

mushkilon se mil gaye

kabhi has ke gham ko pee liya

na kal ki sochi na

kal ki thi fikar

jaise mujhe jeena tha

maine waise hi jiya


ab ho jaaye jo ho jaaye

khada hoon seena taane

ab ho jaaye jo ho jaaye

khada hu seena taane

jahaan mein kaha hain

dam mujhe jhukane


zukta nahi hain woh tootne

ka intezaar karta hain

bemaut marta hain koi toh

har saans se pyar karta hain


bematlab hain mera duniya se

poochhna ke jo hue woh kyu hua

kis zurm ki mujhko mili saza

koi bata de bass

maine aisa kya kiya

ab ho jaaye jo ho jaaye

khada hu seena taane

ab ho jaaye jo ho jaaye

khada hoon seena taane

jahaan mein kaha hain

dam mujhe jhukane.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)