Singer | S. P. Balasubrahmanyam, Sadhana Sargam & Udit Narayan |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Dancer |
deke lahu apni mamta ka
tune mujhko pala
har pal mere dukh pe
apne sukh ka aanchal dala
kabhi mandir kabhi puja,
kabhi puja kaa vardan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
kabhi tulsi ki ramayan,
kabhi geeta kaa gyan lage
kabhi tulsi ki ramayan,
kabhi geeta kaa gyan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
maa teri aankho se
barse amrit ki dhara
teraa pyar toh lagta hain
sari duniya se nyara
maa teri aankho se
barse amrit ki dhara
teraa pyar toh lagta hain
sari duniya se nyara
kabhi sukh ki behti ganga,
kabhi karuna ki pahchan lage
kabhi sukh ki behti ganga,
kabhi karuna ki pahchan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
mere toh hontho pe hain
maa bas naam teraa
inn charno ki mitti mein hi
bite jeevan meraa
mere toh hontho pe hain
maa bas nam teraa
inn charno ki mitti mein hi
bite jeevan meraa
mere maa ki pavan murat
mujhe jag mein sabse mahan lage
mere maa ki pavan murat
mujhe jag mein sabse mahan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
bachcho ke sukh mein
soye bachcho key
dukh mein jage
bachcho ke sukh mein
soye bachcho key
dukh mein jage
kisi cheez kaa mol naa
koyi maa ki mamta ke aage
kabhi ped ki thandi chhaya
kabhi sneh bhari muskan lage
kabhi ped ki thandi chhaya
kabhi sneh bhari muskan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
kabhi mandir kabhi puja,
kabhi puja kaa vardan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
kabhi tulsi ki ramayan
kabhi geeta kaa gyan lage
meri maa mujhko bhagvan lage
meri maa mujhko bhagvan lage.