kabhi khushiyon ki sargam

kabhi khushiyon ki sargam lyrics

Poster kabhi khushiyon ki sargam

kabhi khushiyon ki sargam

lyrics/Album : Mrityudata
Details
Singer Alka Yagnik, Vinod Rathod & Mohammed Aziz
Genre Love
Language Hindi
Album Mrityudata
Poster kabhi khushiyon ki sargam
play
Lyrics

kabhi khushiyon ki sargam likhenge

kabhi aankho ka pani likhenge

kabhi khushiyon ki sargam likhenge

kabhi aankho ka pani likhenge

milke ab hum bade pyar se

zindagi ki kahani likhenge


kabhi khushiyon ki sargam likhenge

kabhi aankho ka pani likhenge

kabhi khushiyon ki sargam likhenge

kabhi aankho ka pani likhenge

milke ab hum bade pyar se

zindagi ki kahani likhenge

kabhi aankho ka pani likhenge

kabhi khushiyon ki sargam likhenge


sur taje na taje gungunate rahe

dard me bhi sada muskarate rahje

ek duje ki baho me baithe rahe

sat phero ki rasme nibhate rahe


umar ke is hansi dor ko hum

waqt ki maharbani likhenge

kabhi khushiyon ki sargam likhenge

kabhi aankho ka pani likhenge


rat dhal jayegi din gujar jayenge

apni palko me sapne sawar jayenge

khushabu sanso me aa ke sama jayegi

phul chahat ke harsu bikhar jayenge

dil ke mahake huye gulsita pe


dhadkano ki rawani likhenge

kabhi khushiyon ki sargam likhenge

kabhi aankho ka pani likhenge


ab kisi mod par bhi na bichhadege hum

bant lenge jo aayega koi bhi gam

aaj se aur abhi se ye wada raha

jaan deke nibhayenge apni kasam


humne socha hai ab naam tere

apni ye zindagani likhenge

kabhi khushiyon ki sargam likhenge

kabhi aankho ka pani likhenge

milke ab hum bade pyar se

zindagi ki kahani likhenge


kabhi khushiyon ki sargam likhenge

kabhi aankho ka pani likhenge

kabhi khushiyon ki sargam likhenge

kabhi aankho ka pani likhenge.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)