jigyaasa (title)

jigyaasa (title) lyrics

Poster jigyaasa (title)

jigyaasa (title)

lyrics/Album : Jigyaasa
Details
Singer Ram Shankar
Language Hindi
Album Jigyaasa
Poster jigyaasa (title)
play
Lyrics

kisi ke dil mein khwaahishen

kisi ke dil mein hasraten

kisi ke dil mein khwaahishen

kisi ke dil mein hasraten

kisike dil mein jigyasa

yaha har shaks hain pyasa

yaha har shaks hain pyasa

kisi ke dil mein khwaahishen

kisi ke dil mein hasraten

kisike dil mein jigyasa

yaha har shaks hain pyasa

yaha har shaks hain pyasa


koi bhuka jawani ka koi

aashiq hain shauhrat ka

mohabbat koi karta hain

deewana koi daulat ka

koi bhuka jawani ka koi

aashiq hain shauhrat ka

mohabbat koi karta hain

deewana koi daulat ka

har ke chahata hain dilasa

sabhi ke mann mein jigyasa

sabhi ke mann mein jigyasa

yaha har shaks hain pyasa

yaha har shaks hain pyasa

yaha har shaks hain pyasa

yaha har shaks hain pyasa


jise kehte hain izzat woh

toh har kone mein bikti

zara socho hamari

zindagi yeh kitni sasti hain

jise kehte hain izzat

woh toh har kone mein bikti

zara socho hamari zindagi

yeh kitni sasti hain

nache jaise koi rakasa

sabhi ke dil mein jigyasa

kisi ke dil mein khwaahishen

kisi ke dil mein hasraten

kisike dil mein jigyasa

yaha har shaks hain pyasa

yaha har shaks hain pyasa

jigyasa jigayasa

jigyasa jigayasa.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)